Rutu ‘s Poetries

Here, we can read poetries of the young poet, Rutuja aka Rutu ‘s poetry. Must read her poetry and other write-ups.


Rutu 's Poetries

Zindagi ek khwab si ban gayi hai…
maano koi shiddat si jag gayi
Usme teri chahat ek arman si ban gayi hai
Kabhi nahi socha tha koi anjan apna banega…
Khwabo ki is duniya me mujhe apnayega
Kaise batau kitna pyar karti hu tujhse…
Tu na milega jankar bhi dil lutati hu tujhpe.
Yun hi kabhi nazre churana mat humse…
Akele pad jayenge is duniya me gum se
Ruthna mat kabhi bhi hum galtiyan karne par…
Haq se batana hume naraj ho jane par
Ansoon na aaye kabhi bhi aankhon me teri…
baahon me hi teri jannat hai meri
meri shiddat bhi parchhai hai teri
Ab bas itna hi manana hai khuda se…
Humari jaan ko judaa na karo hum se

-Rutu

Rutu 's Poetries

Kash aisa ho jaye…

Hum apki baho me humesha reh jaye

Bhul jayenge duniya ka sara gam…

Agar tum doge hume apnapan

Nhi bol paati kuch bate khulke…
Aap hi samj jana bada dil rakhke

-Rutu

Rutu 's Poetries

Khushnasib hun jo tu muze mila…

Dur rehke bhi hamesha tera sath paya

Chahe kitna bhi bura waqt kyu na ho…

Har sukh dukh me humesha tera sath ho

Ruthna mat kabhi bhi ham galtiya karne pr…

Hakk se batana hume naraz ho jane pr

Aansoo na aye kabhi bhi aankho me teri…

Bahon me hi teri jannat hai meri

Kabhi nhi chahti tum dur ho muzse…

Akele pad jayenge dukh bhari Zindagi me

Ab bas itna hi mangte hai khudase…

Hamari jan kabhi juda na ho humse

-Rutu

Rutu 's Poetries

Tum na hote to jina mushkil tha..
Tum na rahte to kabhi bhi mera didaar na tha

Khush naseeb hai hum aap jaise chahne vale mile..

Varna humara to kahi ka thikana na tha

-Rutu

Rutu 's Poetries

Ka kunas thauk…
Aaj mala vichrle tya rastyane..
Ka firakat nhit sadhya tumhi jodyane

Eka chotyashya goshtini parki zale mi..

Oghalalele ashru bolun gele sarv kahi
Aajhi vate tuzyasave firave..
Tya nirav shantatet kinaryavr basave
Mantarlelya jagat tuzi aas laun basle..
Japnyachya nadat tula swtala harpun fasle
Athvnitle te divas kase visru mi..
Swapnatle jag ubharu sry mhante mi

-Rutu